Shaam - E - Firaq-Faiz/Abida Parveen
Shaam - E - Firaq-Faiz/Abida Parveen无损flac下载mp3下载
Shaam - E - Firaq-Faiz/Abida Parveen 在线试听歌词免费下载
shaam-e-firaaq ab na puuchh aaii aur aake Tal gaii
dil thaa ke phir bahal gayaa, jaa.N thii ke phir sambhal gaii
bazm-e-Khayaal me.n tere husn kii shamaa jal gaii
dard kaa chaa.Nd bujh gayaa, hijr kii raat Dhal gaii
jab tujhe yaad kar liyaa, subha mahak mahak uThii
dil se to har muaamalaa karake chale the saaf ham
kahane me.n unake saamane baat badal badal gaii
aaKhir-e-shab ke hamasafar 'Faiz' na jaane kyaa hue
rah gaii kis jagah sabaa, subha kidhar nikal gaii
Jinaah Hospital, Karachi
July 1953
Shaam - E - Firaq-Faiz/Abida Parveen歌曲下载
Shaam - E - Firaq-Faiz/Abida Parveen热门评论
Shaam - E - Firaq-Faiz/Abida Parveen 同专辑其他歌曲
- Chhaap Tilak Sab-Abida Parveen
- Bulle Noon Samjhavan-Baba Bulleh Shah/Abida Parveen
- Le Chala Jaan Meri-Dr. Roshan Bharti/Abida Parveen
- Man Kunto Maula-Abida Parveen
- Mera Sohna Sajjan Ghar Aaya-Abida Parveen
- Dil - E - Naadan-Abida Parveen
- Main Naraye Mastana-Abida Parveen