Bekhud Kiye Dete Hain
时长 : 07:17
Bekhud Kiye Dete Hain无损flac下载mp3下载
Bekhud Kiye Dete Hain 在线试听歌词免费下载
Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.
Kyu aankh milayi thi, kyoon aag lagayi thee
Aab rukh ko chupa baithay kar kay mujhay deewana.
Zahid meri kismat mein sajday hain usi dar kay
Chuta hai na chuthay ga sange dar e janana.
Kiya lutf ho mehshar mein main shikway kiye jaoon
Woh haskay kahay jayein deewana hai dewana.
Saaki teray aatay hee yeh josh hai masti ka
Sheshay pay gira sheesha pemanay paymana.
Maloom nahin baydam mein kon houn aur kiya hoon
Youn apnoon main apna houn baiganoon mein baygana.