Yun Zindagi Ki Raah Mein-Mehdi Hassan
Yun Zindagi Ki Raah Mein-Mehdi Hassan无损flac下载mp3下载
Yun Zindagi Ki Raah Mein-Mehdi Hassan 在线试听歌词免费下载
Prelude - Melissamatic Tones
Yoon, zindagi ki raah mein, takra gaya koyi
Ek raushani andher mein bikhara gaya koyi,
Wo haadsa, wo pehli mulaqaat kya kahoon!
Kitni ajab thi surat-e-halaat kya kahoon!
Wo qeher, qo gazab, wo jafaah, mujhko yaad hai!
Wo uski berukhi ki ada mujhko yaad hai!
Mit ta nahin hai zehen se, yoon chha gaya koyi!
Yoon, zindagi ki raah mein, takra gaya koyi!
Pehle wo mujhko dekh kar, baraham si ho gayi
Phir apne hi haseen khayaalon mein kho gayi
Becharagi pe meri use rehem aa gaya
Shaayad mere tadapne ka andaaz bha gaya
Saanson se bhi qareeb mere, aa gaya koyi
Yoon zindagi ki raah mein, takra gaya koyi!
Ab us dil-e-tabaah ki haalat na poochhiye
Benaaam aarzoo thi, lazzat na poochhiye
Ek ajnabi tha rooh ka armaan ban gaya
Ek haadsa tha pyaar ka, unwaan ban gaya
Manzil ka raasta mujhe dikhla gaya koyi
Yoon zindagi ki raah mein, takra gaya koyi!
Ek raushan andhere mein bikhra gaya koyi
Yoon, zindagi ki raah mein, takra agay koyi
Yun Zindagi Ki Raah Mein-Mehdi Hassan歌曲下载
Yun Zindagi Ki Raah Mein-Mehdi Hassan热门评论
Yun Zindagi Ki Raah Mein-Mehdi Hassan 同专辑其他歌曲
- Baqararee-Mehdi Hassan
- Bheegi Bheegi Raaton Mein-Mehdi Hassan
- Deewaro Dar Pe-Mehdi Hassan
- Ghazab Kiya Tere Baare Mein-Mehdi Hassan
- Kisko Bataein Bhed-Mehdi Hassan
- Kyun Sharabi Sharab Pita Hai-Mehdi Hassan
- Mere Dil Ke Armaan-Mehdi Hassan
- Pyar Bhare Do Sharmile Nain-Mehdi Hassan
- Tune Ye Noor Jo Zulfo Mein-Mehdi Hassan
- Yaaron Kisi Khaton Se-Mehdi Hassan
- Ye Maujezaat Mohabbat-Mehdi Hassan
- Yeh Tera Aana-Mehdi Hassan
- Zinda Rahe To Kiski Khatir-Mehdi Hassan
- Zindagi Mein To Sabhi-Mehdi Hassan