Ya Rab Gham-E-Hijran Mein-Jagjit Singh/Chitra Singh
语种 : 英语
时长 : 06:44
Ya Rab Gham-E-Hijran Mein-Jagjit Singh/Chitra Singh无损flac下载mp3下载
Ya Rab Gham-E-Hijran Mein-Jagjit Singh/Chitra Singh 在线试听歌词免费下载
ya rab ghame hijra mein itna toh kiya hota
jo hath jigar par hai woh dast e dua hota
ya rab ghame hijra mai...
ek ashq ka gham aafat...
ek ashq ka gham aafat.
aur uspe yeh dil aafat
ek ishq ka gham aafat
aur uspe yeh dil aafat
ya gham na diya hota
ya dil na diya hota...
ya rab ghame hijra me itna toh kiya hota.
nakaam e tamana dil is soch mai rehta hai
yun hota toh kya hota yun hota toh kya hota...
umeed toh band jati. umeed...
umeed toh band jati.
yun hota toh kya hota...
taskeen toh ho jati...
umeed toh band jati.
taskeen toh ho jati...
vaada na wafa karte.
waada toh kiya hota...
gairon se kaha tumne,
gairon se suna tumne.
kuch humse kaha hota
kuch humse suna hota.
ya rab gham e hijra mei inta toh kiya hota
jo haath jigar par hai woh dastay dua hota
ya rab gham e hijra mai...
Ya Rab Gham-E-Hijran Mein-Jagjit Singh/Chitra Singh歌曲下载
| 歌曲 | 歌手 | 专辑 | 时长 | 歌曲下载 |
|---|---|---|---|---|
| Ya Rab Gham-E-Hijran Mein | Jagjit Singh&Chitra Singh | 06:45 |
|
Ya Rab Gham-E-Hijran Mein-Jagjit Singh/Chitra Singh热门评论
Ya Rab Gham-E-Hijran Mein-Jagjit Singh/Chitra Singh 同专辑其他歌曲
- Kiya Hai Pyar Jise Humne-Jagjit Singh/Chitra Singh
- Kaun Kehta Hai-Jagjit Singh/Chitra Singh
- Bohat Pehlay Se Un Qadmon Ki-Jagjit Singh/Chitra Singh
- Rind Jo Mujhko-Jagjit Singh/Chitra Singh