Pehla Nasha-Jatin-Lalit
Pehla Nasha-Jatin-Lalit无损flac下载mp3下载
Pehla Nasha-Jatin-Lalit 在线试听歌词免费下载
Pehla Nasha - Jatin-Lalit
--FEMALE--
Chaahe tum kuch na kaho, maine sun liya
Ke saathi pyaar ka mujhe chun liya
Chun liya, maine sun liya
--MALE--
Pehla nasha, pehla khumaar
Naya pyaar hai, naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Ae dil-e-beqaraar
Mere dil-e-beqaraar, tu hi bata
Pehla nasha, pehla khumaar
Udtaa hi phiroon in hawaaon mein kahin
Ya main jhool jaaoon in ghataaon mein kahin
Udtaa hi phiroon in hawaaon mein kahin
Ya main jhool jaaoon in ghataaon mein kahin
Ek kar doon aasmaan aur zameen
Kaho yaaron kya karoon, kya nahin
Pehla nasha, pehla khumaar
Naya pyaar hai, naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Ae dil-e-beqaraar
Mere dil-e-beqaraar, tu hi bata
Pehla nasha, pehla khumaar
--FEMALE--
Usne baat ki kuch aise dhang se
Sapne de gaya voh hazaaron rang ke
Usne baat ki kuch aise dhang se
Sapne de gaya voh hazaaron rang ke
Reh jaaoon jaise main haar ke
Aur choome voh mujhe pyaar se
Pehla nasha, pehla khumaar
Naya pyaar hai, naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Ae dil-e-beqaraar
Mere dil-e-beqaraar
Pehla Nasha-Jatin-Lalit歌曲下载
Pehla Nasha-Jatin-Lalit热门评论
Pehla Nasha-Jatin-Lalit 同专辑其他歌曲
- Are Yaaro Mere Pyaro-Jatin-Lalit
- Yahan Ke Hum Sikandar-Jatin-Lalit
- Humko Aawaz De-Jatin-Lalit
- Wada Kiya Humne-Jatin-Lalit
- Yeh Ghadi Sanam-Jatin-Lalit
- Na Koi Tera-Jatin-Lalit
- Suno Zara-Jatin-Lalit
- Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna-Jatin-Lalit
- Mehndi Laga Ke Rakhna-Jatin-Lalit
- Mere Khwabon Mein-Jatin-Lalit
- Tujhe Dekha To-Jatin-Lalit
- Haan Mujhe Thaam Le-Jatin-Lalit
- Nazron Ka Yaaran-Jatin-Lalit
- Rok Sako To Rok Lo-Jatin-Lalit