Khoya Khoya Chand-Mohammed Rafi
Khoya Khoya Chand-Mohammed Rafi无损flac下载mp3下载
Khoya Khoya Chand-Mohammed Rafi 在线试听歌词免费下载
O ho ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh, khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh, khoya khoya chaand
Masti bhari hawa jo chali - 2
Khil khil gayi yeh dil ki kali
Mann ki gali mein hai khalbali
Ke unko to bulaao
O ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh, khoya khoya chaand
Taare chale, nazaare chale - 2
Sang sang mere voh saare chale
Chaaron taraf ishaare chale
Kisi ke to ho jaao
Oh ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh, khoya khoya chaand
Oh, oh oh oh oh oh, oh oh oh oh oh oh
Aisi hi raat, bheegi si raat - 2
Haathon mein haath hote voh saath
Keh lete unse dil ki yeh baat
Ab to na sataao
Oh ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh, khoya khoya chaand
Hum mit chale jinke liye
Hum mit chale hai jinke liye
Bin kuch kahe voh chup chup rahe
Koi zara yeh unse kahe
Na aise aazmaao
Oh ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh, khoya khoya chaand, khoya khoya chaand
Khoya khoya chaand, khoya khoya chaand
Khoya khoya chaand, khoya khoya chaand
Khoya Khoya Chand-Mohammed Rafi歌曲下载
Khoya Khoya Chand-Mohammed Rafi热门评论
Khoya Khoya Chand-Mohammed Rafi 同专辑其他歌曲
- Suhani Raat Dhal Chuki-Mohammed Rafi
- Chale Aaj Tum Jahan Se-Mohammed Rafi
- Sar Jo Tera Chakraye-Mohammed Rafi
- Hum Bekhudi Mein-Mohammed Rafi
- Hum Aur Tum Aur Yeh-Mohammed Rafi
- Dekhi Zamane Ki Yari-Mohammed Rafi
- Madhuban Mein Radhika-Mohammed Rafi
- Chaudhvin Ka Chand-Mohammed Rafi
- Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Duet)-Mohammed Rafi
- Ghazab Kiya Tere Wade-Mohammed Rafi
- Ehsaan Tera Hoga-Mohammed Rafi
- Jab Pyar Kisi (male)-Mohammed Rafi
- Nain Lad Jaihen-Mohammed Rafi
- Baar Baar Dekho-Mohammed Rafi