Jai Santoshi Mata-Anuradha Paudwal
Jai Santoshi Mata-Anuradha Paudwal无损flac下载mp3下载
Jai Santoshi Mata-Anuradha Paudwal 在线试听歌词免费下载
Jai Santoshi Mata - Anuradha Paudwal
Jai santoshi mata maiya jay santoshi mata
Apane sewak jan ki
Apane sewak jan ki sukh sampati data
Jai santoshi mata
Sundar cheer sunahari maa dharan kinho
Maa dharan kinho
Hira panna damake
Hira panna damake tan shringar linho
Jai santoshi mata
Geru laal chhata chhavi badan kamal sohe
Maya badan kamal sohe
Mand hansat karunamayi
Mand hansat karunamayi tribhuvan jan mohe
Jai santoshi mata
Svarn sinhasan baithi chanvar dhure pyare
Maya Chanvar dhure pyare
Dhoop dip madhumeva
Dhoop dip madhumeva bhog dhare nyare
Jai santoshi mata
Gud aur chana paramapriy tame santosh kiyo
Maya ame santosh kiyo
Santoshi kahalai
Santoshi kahalai bhaktan vaibhav diyo
Jai santoshi mata
Shukrawar priy mant aaj diwas sohi
Maya aaj diwas sohi
Bhakt mandali chhai
Bhakt mandali chhai katha sunat mohi
Jai santoshi mata
Mandir jagamag jyoti mangal dhvani chhai
Maya mangal dhvani chhai
Vinay karen ham baalak
Vinay karen ham baalak charanan sir nai
Jai santoshi mata
Bhakti bhavamay puja angikrit kije
Maya angikrit kije
Jo man base hamare
Jo man base hamare ichha fal dije
Jai santoshi mata
Dukhi daridri rogi sankat mukt kiye
Maya sankat mukt kiye
Bahudhan dhany bhare
Bahudhan dhany bhare gharsukh saubhagy diye
Jai santoshi mata
Dhyan dharyo jis jan ne manvanchhit fal payo
Maya manvanchhit fal payo
Puja katha shrawan kar
Puja katha shrawan kar ghar aanand ayo
Jai santoshi mata
Sharan gahe ki lajja rakhiyo jagadambe
Oh rakhiyo jagadambe
Sankat tu hi niware
Sankat tu hi niware dayamayi ambe
Jai santoshi mata
Santoshi maa ki arati jo koi nar gaave
Maya jo koi nar gaave
Riddhi siddhi sukh sampati
Riddhi siddhi sukh sampati ji bharake pave
Jai santoshi mata
Jai santoshi mata
Maya jai santoshi mata
Apane sewak jan ki
Apane sewak jan ki sukh sampati data
Jai santoshi mata
Jai santoshi mata
Jai santoshi mata
Jai Santoshi Mata-Anuradha Paudwal歌曲下载
Jai Santoshi Mata-Anuradha Paudwal热门评论
Jai Santoshi Mata-Anuradha Paudwal 同专辑其他歌曲
- Vakratunda Mahakaya-Anuradha Paudwal
- Pranamya Shirasa Devam-Sadhana Sargam
- Gayatri Mantra-Anuradha Paudwal
- Sarva Mangal Mangalye-Sadhana Sargam
- Ya Devi Sarvabhuteshu-Anuradha Paudwal
- Lakshmi Beej Mantra-Sadhana Sargam
- Om Namah Shivay-Anuradha Paudwal
- Mahamrityunjay Mantra-Anuradha Paudwal
- Shiv Panchakshar Stotra-Anuradha Paudwal
- Guru Naman-Sadhana Sargam
- Balamukundashtakam-Sadhana Sargam
- Shriman Narayan Narayan-Anuradha Paudwal
- Payoji Maine Ram Ratan-Sadhana Sargam
- Shri Ramchandra Kripalu Bhaj Mann-Anuradha Paudwal
- Thumak Chalat Ramchandra-Sadhana Sargam
- Mere To Giridhar Gopal-Sadhana Sargam
- Om Jai Lakshmi Mata-Anuradha Paudwal
- Jai Saraswati Mata-Sadhana Sargam
- Ambe Tu Hai Jagdambe-Anuradha Paudwal
- Jai Gange Mata-Sadhana Sargam
- Jai Vaishnavi Mata-Anuradha Paudwal
- Aarti Kunjbihari Ki-Anuradha Paudwal
- Aarti Balkrishna Ki Kije-Sadhana Sargam
- Tulsi Maharani Namo Namo-Sadhana Sargam